Aap Ke Kamre Mein Koi Rehta Hai, Hum Nahin Song Lyrics

Aap Ke Kamre Mein Koi Rehta Hai, Hum Nahin

Aap Ke Kamre Mein Koi Rehta Hai, Hum Nahin

Aapke kamre mein

Koi rehta hai ta ra ra ra

Hum nahin kehte

Zamana kehta hai ta ra ra ra

Aapke kamre mein

Koi rehta hai ta ra ra ra

Hum nahin kehte

Zamana kehta hai ta ra ra ra

Aapke kamre mein koi rehta hai


Hum aaj udhar se nikale

To bade intazam se

Gira raha tha koi parda

Haye sare-shaam se

Udhar aap ki photo

Se saji deewaar pe

Padaa hua tha ek

Saya bade aaraam se

Aapke kamre mein

Koi rehta hai


Magar jo ek din main

Guzri gali mein sarkaar ki

Tabhi se chalti hai

Dil pe haye talwaar si

Dabi dabi halki halki

Hasi ki tanaav mein

Machal rahi thi chudi

Bhi haye chankaar si

Yeh na samjho

Koi gafil rehta hai


Ta ra ra ra

Hum nahin kehte

Zamana kehta hai

La la la la aapke

Na na aapke na na na

Aapke kamre mein

Koi rehta hai


Agar main kahu jo dekha

Nahi tha woh koi kwaab

Padaa tha table pe

Chasma woh kiska janaab

Gore gale mein woh

Muffler tha kis hasin ka

Zara haath dil pe rakh

Ke humen dijiye jawaab

Aapke kamre mein koi rehta hai


Dil mil gaye to hum

Khil gaye ke dil dil mile

Jahan mein kabhu kabhu

Are haan haan are haan haan

Are haan haan are wah wah


Dil mil gaye to hum

Khil gaye ke dil dil mile

Jahan mein kabhu kabhu

Are haan haan are haan haan

Are haan haan are wah wah


Yaaro ke liya haa

Hai meri dua haa

Aa jaaye woh din gale

Milke beete jawani

Tumko bhi mile haa

Din bahaar ka haa

Raat bahaar ki yunhi

Jhoome yeh zindagani


Dil mil gaye to hum

Khil gaye ke dil dil mile

Jahan mein kabhu kabhu

Are haan haan are haan haan

Are haan haan are wah wah


Dum maro dum

Meet jaaye gum

Bolo subah sham

Hare krishna hare ram

Hare krishna hare ram

Hare krishna hare ram.