Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko, Nazar Nahin Song Lyrics

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko, Nazar Nahin

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko, Nazar Nahin

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahi churana sanam

Badal ke meri tum zindagani

Kahin badal na jaana sanam


Ho le liya dil o

Haaye mera dil

Haye dil lekar mujhko na behlana


Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahi churana sanam

Badal ke meri tum zindagani

Kahin badal na jaana sanam


Bahar banke aaun

Kabhi tumhaari duniya me

Guzar na jaye ye din

Kahin issi tamanna mein


Bahar banke aaun

Kabhi tumhaari duniya me

Guzar na jaye ye din

Kahin issi tamanna mein


Tum mere ho

Ho tum mere ho

Aaj tum itna wada karte jaana


Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahi churana sanam

Badal ke meri tum zindagani

Kahin badal na jaana sanam


Ho sajaunga loot kar bhi

Tere badan ki daali ko

Lahu jigar ka dunga

Haseen labon ki laali ko


Sajaunga loot kar bhi

Tere badan ki daali ko

Lahu jigar ka dunga

Haseen labon ki laali ko


Hai wafa kya, iss jahan ko

Ek din dikhla dunga main deewana


Chura liya

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahi churana sanam

Badal ke meri tum zindagani

Kahin badal na jaana sanam


Le liya dil

Haaye mera dil

Haye dil lekar mujhko na behlana


Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahi churana sanam

Hmmm hmmm hmmmm

Hmmm hmmm hmmmm