Der Na Karo Song Lyrics

Der Na Karo

Der Na Karo

Shama hai gul bhi hai

Bulbul bhi hai parwana bhi

Rat ki rat hai sab kuch hai

Par kuch bhi nahi

Der na karo der na karo

Piya der na karo

Piya pyare pas aate aate tumhare

Kahi dur kahi dur kahi dur

Na mai chali jau

Der na karo piya der na karo

Piya pyare pas aate aate tumhare

Kahi dur kahi dur kahi dur

Na mai chali jau

Der na karo piya der na karo

Der na karo


Kahe jodi nigodi piya maine tujhse najroiya

Dega tana dega tana dega jana

Jamana hasegi ye sari nagriya

Ab to had hogi intzar ki

Laz rakh lo piya mere pyar ki

Ab to had hogi intzar ki

Jali jau pyar ki aag me mai jali jau

Der na karo piya der na karo

Piya pyare pas aate aate tumhare

Der na karo piya der na karo

Der na karo na karo


Dekhu rahe dekhu rahe

Nigahe bichake mai sari umariya

Par jamana par jamana par jamana

Begana ye mohalat na dega sawriya

Wakt ko kisne roka

Kahi dejaye na dokha

Gair ka mujhe na karde

Mang me aag na bharde

Ane wale abhi jo na ayega

Dekh lena koi jaa se jayega

Chhali jau ha ha kismat se

Mai na chhali jau

Piya der na karo

Piya pyare pas aate aate tumhare

Kahi dur kahi dur kahi dur

Na mai chali jau

Der na karo piya der na karo

Der na karo na karo.