Duniya Mein Tera Hai Bada Naam Song Lyrics

Duniya Mein Tera Hai Bada Naam

Duniya Mein Tera Hai Bada Naam

Duniya me tera hain bada naam


Aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam

Meri vinti sune to janu (x2)

Maanu tujhe main raam

Raam nahi to kar dunga

Sare jag me badnaam

Duniya me tera hain bada naam

Aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam



Sathi jagat me bas ek apna (x2)

Is jivan ka aakhkri sapna

Wo bhi tod ke data na le

Yu muh mod ke data na le

Sar pe tu ye iljaam

Raam nahi to kar dunga

Sare jag me badnaam

Duniya me tera hain bada naam

Aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam



Majburi tere dar pe le aayi (x2)

Aash ki maine jyoti jagai

O man ki bujhti jyoti jaga de

Meri tuti aas bandha de

Aaya main tere dham

Raam nahi to kar dunga

Sare jag me badnaam

Duniya me tera hain bada naam

Aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam

Meri vinti sune to janu (x2)

Ho raam ho raam

Meri vinti sune to janu (x2)

Ho raam ho raam