Kaun Si Hai Woh Cheez Jo Song Lyrics

Kaun Si Hai Woh Cheez Jo

Kaun Si Hai Woh Cheez Jo

Ho kon si hai vo chij jo
Yaha nahi milti
Kon si hai vo chij jo
Yaha nahi milti
Sab kuch mil jata hai
Lekin ha ma nahi milti
Kon si hai vo chij jo
Yaha nahi milti
Sab kuch mil jata hai
Lekin ha ma nahi milti
Ma nahi milti

Yaad kisi ko ho

To aisi bat sunaye

Jisme kahi na kahi

Ma ka naam na aaye

Duniya me koi aisi

Dasta nahi milti, ho

Sab kuchh mil jata hai

Lekin ha ma nahi milti

Kon si hai vo chij jo

Yaha nahi milti

Sab kuch mil jata hai

Lekin ha ma nahi milti

Ha ma nahi milti


Jinki ma hoti hai

Khush kismat hote hai

Jinki ma nahi hoti

Jivan bhar rote hai

Jinki ma hoti hai

Khush kismat hote hai

Jinki ma nahi hoti

Jivan bhar rote hai

Jism unhe milte hai

Lekin jaa nahi milti

Sab kuchh mil jata hai

Lekin ha ma nahi milti

Ha ma nahi milti


Mandir pe bhi aye man

Kuchh rahi nahi rukte

Ishwar ke aage bhi

Kitne sar nahi jhukte

Ma ko jo na mane wo zuba nahi milti

Sab kuch mil jata hai

Lekin ha ma nahi milti

Ha ma nahi milti

Kon si hai vo chij jo

Yaha nahi milti

Sab kuch mil jata hai

Lekin ha ma nahi milti

Ha ma nahi milti.