Main To Pani Piya Tha Song Lyrics

Main To Pani Piya Tha

Main To Pani Piya Tha

Bol bol aye darwaje
Bol bol aye khidki
Bol bol aye diwar
Maine to pani piya tha
Ye kya ho gaya ye kya ho gaya
Ye kya ho gaya ye kya ho gaya
Bol bol aye darwaje
Bol bol aye khidki
Bol bol aye diwar
Maine to pani piya tha
Ye kya ho gaya ye kya ho gaya
Ye kya ho gaya ye kya ho gaya

Jagi so gayi mai mast

Aisi ho gayi mai

Rashta kho gaya hai

Ya rashte me kho gayi mai

Jagi so gayi mai mast

Aisi ho gayi mai

Rashta kho gaya hai

Ya rashte me kho gayi mai

Chali to giri se

Giri to uthi re

Uthi to giri mai fir diwani

Maine to pani piya tha

Ye kya ho gaya ye

Kya ho gaya

Ye kya ho gaya ye

Kya ho gaya


Mera ghar kaha hai

Kya yaha hai ya waha hai

Kiski ye gali hai kiska ye maka hai

Mera ghar kaha hai

Kya yaha hai ya waha hai

Kiski ye gali hai kiska ye maka hai

Koi to aaye re kuch bataye re

Mujh pe kare meharbani

Maine to pani piya tha

Ye kya ho gaya ye

Kya ho gaya

Ye kya ho gaya ye

Kya ho gaya


Aisa lag raha din

Gulabi ho gaye hai

Bina ek mere sab

Sharabi ho gaye hai

Aisa lag raha din

Gulabi ho gaye hai

Bina ek mere sab

Sharabi ho gaye hai

Are are re pare re pare re

Kare tu kyu ched khani

Maine to pani piya tha

Ye kya ho gaya ye

Kya ho gaya

Ye kya ho gaya ye

Kya ho gaya.