Mera Man Ghabrae Song Lyrics

Mera Man Ghabrae

Mera Man Ghabrae

Oho oho hu hu hu bas bas bas

Lala lala lala lal lal la

Mera man ghabraye teri ankho mein

Neend na aye

Haye chup hoja re soja sawariya re

Mera man ghabraye teri ankho mein

Neend na aye

Haye chup hoja re soja sawariya re

Mera man ghabraye


Mangta hai tu kya chahaa hai tu kya

Bol kaisa kilona main lau

Pyar ki palki mein bithake tujhe

Apni dunai ka raja banau

Mera sapno ka tu hai sawera

Mera jeevan bhi ab to hai tera

Tera tera tera

Mera man ghabraye

Teri ankho mein neend na aye

Haye chup hoja re soja sawariya re

Mera man ghabraye


Apni ankho ki main neend dedu tujho

Aur aanchal se tujhko hawa du

Apni kajal ki main dauriya dalke

Dil ki dkadkan ka jhula bana doon

Tujhpe sadke hai meri jawani

Mere jaisi ho teri bhi rani rani

Mera man ghabraye

Teri ankho mein neend na aye

Haye chup hoja re soja sawariya re

Chup hoja re soja sawariya re

Mera man ghabraye.