Mere Dil Ne Jo Maanga Song Lyrics

Mere Dil Ne Jo Maanga

Mere Dil Ne Jo Maanga

Mere dil ne jo manga mil gaya
Mere dil ne jo manga mil gaya
Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya
Ho gayi pyaar ki har
Tamanna tamanna jawaa
Ho gayi pyaar ki har
Tamanna tamanna jawaa
Mere dil ne jo manga mil gaya
Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya
Ho gayi pyaar ki har
Tamanna tamanna jawaa

Mooh chupakar gaya hai andhera

Mere jeevan ka aaya sawera

Mooh chupakar gaya hai andhera

Mere jeevan ka aaya sawera

Aaj kadamon mein

Jhukane laga aasamaa

Aaj kadamon mei

Jhukane laga aasamaa

Ho gayi pyaar ki har

Tamanna tamanna jawaa

Mere dil ne jo manga mil gaya

Maine jo kuch bhi chaha mil gaya

Ho gayi pyaar ki har

Tamanna tamanna jawaa


Dheere dheere mere sapane

Ek naya rang aankho mein laaye

Meethe meethe koi nagamein

Dil ki veeraan vaadi mein gaaye

Dekhte dekhte kaisa badala sama

Dekhte dekhte kaisa badala sama

Ho gayi pyaar ki har

Tamanna tamanna jawaa

Mere dil ne jo manga mil gaya

Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya

Ho gayi pyaar ki har

Tamanna tamanna jawaa


Ye naya mod hai

Zindagi ka chha raha

Hai nasha bekhudi ka

Ye naya mod hai

Zindagi ka chha raha

Hai nasha bekhudi ka

Ab to phoolon mein

Hoga mera aashiyaan

Ab to phoolon mein

Hoga mera aashiyaan

Ho gayi pyaar ki har

Tamanna tamanna jawaa

Mere dil ne jo manga mil gaya

Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya

Ho gayi pyaar ki har

Tamanna tamanna jawaa.