Meri Jawani Pyar Ko Tarse Song Lyrics

Meri Jawani Pyar Ko Tarse

Meri Jawani Pyar Ko Tarse

Meri jawani
Meri jawani pyar ko tarse
Ang ang se masti barse
Mujhko bana le mehbuba
Ho mehbuba
Meri jawani pyar ko tarse
Ang ang se masti barse
Mujhko bana le mehbuba
Ho mehbuba

Dil ko kaha tak roke rahenge

Dil ko kaha tak roke rahenge

Ab to kisi ke hoke rahenge

Pyar ki pyas sahi nahi jati

Ban ja tu tanhayi ka sathi

Mujhko bana le mehbuba

Ho mehbuba

Meri jawani pyar ko tarse

Ang ang se masti barse

Mujhko bana le mehbuba

Ho ho mehbuba


Zam nahi to zahar pila de

Zam nahi to zahar pila de

Jaise bhi ho tu pyas bujha de

Aaho se koi pathar pighale

Koi to dil ka arma nikale

Mujhko bana le mehbuba

Ho mehbuba

Meri jawani pyar ko tarse

Ang ang se masti barse

Mujhko bana le mehbuba

Ho mehbuba.