Na Koi Dil Mein Samaya Song Lyrics

Na Koi Dil Mein Samaya

Na Koi Dil Mein Samaya

Na koi mein samaya
Na koi pehlu mein aaya
Jaake bhi paas rahi tum hi
O jaane jaa jaaneman
Jaanti ho

Kyon tumne daaman chuaraya

Tum jaano main kya bataoon

Mujhme kuch aeb hoga

Kyon tumpe dohmat lagaoon

Main to yehi kahoonga

Poochhogi jab bhi


Hmmm hmmm hmmm

Jaake bhi paas rahi tum hi

O jaane jaa jaaneman

Jaanti ho


Tum jo mujhe de gayi ho

Ek khubsurat nishani

Lipta ke seene se ussko

Kat jayegi zindagani

Main to yehi kahoonga

Poochhogi jab bhi


Hmmm hmmm hmmm

Jaake bhi paas rahi tum hi

O jaane jaa jaaneman

Jaanti ho


Na koi mein samaya

Na koi pehlu mein aaya

Jaake bhi paas rahi tum hi

O jaane jaa jaaneman.