Nahin Nahin Abhi Nahin Song Lyrics

Nahin Nahin Abhi Nahin

Nahin Nahin Abhi Nahin

Nahi nahi abhi nahi
Abhi karo intejar chhodo na
Nahi nahi abhi nahi
Abhi karo intejar
Nahi nahi kabhi
Nahi mai hu bekarar
Na na na na mm hm hm hm
Na na na na na baba

Mai bhi jawan tu bhi

Jawan kami hai kis bat ki

Mai bhi jawan tu bhi

Jawan kami hai kis bat ki

Yaha aao na ghabrao

Rut hai mulakat ki

Ha nahi nahi ha abhi

Nahi phir kabhi dildar

Nahi nahi kabhi nahi

Mai hu bekarar

La la la la la


Bade woh ho tum piya

Jid kyun nahi chhodate

Bade woh ho tum piya

Jid kyun nahi chhodate

Han kaliyo ko khilne

Se pehle nahi todte

Na nahi nahi kabhi

Nahi chali jayegi bahar

Nahi nahi abhi nahi

Thoda intejar hm hm hm

Na na ah ha ha na na

Nahi nahi abhi

Nahi abhi karo intejar

Nahi nahi kabhi

Nahi mai hu bekarar

Na na na na mm hm hm hm

Na na na na na baba


Janeja phir kahan aisi tanhaiya

Oh jane bhi do chhodo

Mujhe hogi ruswaiya

Na nahi nahi kabhi

Nahi mat karo inkar

Nahi nahi abhi nahi thoda

Intejar thoda intejar.