Saiyan Re Saiyan Song Lyrics

Saiyan Re Saiyan

Saiyan Re Saiyan

Chhaiyan re chhaiyan taro ke chaiyan

Saiyann re saiyann chupake saiyan

Aise pakad li ni baiya

Main ka karu, main ka karu

Main ka karu, main main ka karu

Chhaiyan re chhaiyan taro ke chaiyan

Saiyan re saiyan chhupake saiyan

Aise pakad li ni baiya

Main ka karu, main ka karu


Chor nikala wo sehri babu

Chor nikala wo sehri babu

Nind cura li mori

Uski mithi baato mein aa gayi

Main gaav ki gori

Haye prem ki ankhiyan pyar ki batiyan

Haye prem ki ankhiyan pyar ki batiyan

Jaise bhul balaiya

Main ka karu, main ka karu

Chhaiyan re chhaiyan taro ke chhaiyan

Saiyan re saiyan chupake saiyan

Aise pakad li ni baiya main ka karu


Bedardi ko haye bali umar pe

Haye taras na aaya

Bedardi ko haye bali umar pe

Haye taras na aaya

Jaise dekha aisa dekha

Jaise teer chalaka

Wo na mana koi bahana

Wo na mana koi bahana

Lakh padi main paiyan

Main ka karu, main ka karu

Chhaiyan re chhaiyan taro ke chhaiyan

Saiyan re saiyan chupake saiyan

Aise pakad li ni baiya mai ka karu.