Sharma Na Yoon Song Lyrics

Sharma Na Yoon

Sharma Na Yoon

Sharma na yu ghabara na
Yu parda kiye yeh rat hain
Sharma na yu ghabara na
Yu parda kiye yeh rat hain
Tarana dhadkan ka
Na sine me daba
Na koyi janega yeh
Aapas ki bat hain hai na
Sharma na yu ghabara
Na yu parda kiye yeh rat hain
Tarana dhadkan ka na sine
Me daba na daba na daba
Na koyi janega yeh
Aapas ki bat hain bolo na
Sharma na yu ghabara na
Yu parda kiye yeh rat hain

Hmm chup kyon

Ho nahi toh khoye

Khoye se kyon ho nahi toh

Phir kuchh bolo na kya bolu

Khoya khoya kyon hain

Har khushi hain teri

Phul se jism ki tajgi hain teri

Khoya khoya kyon hain

Har khushi hain teri

Phul se jism ki tajgi hain teri

Yeh tohfa gulshan

Ka na pake yu gawa

Ke abb jo bhi hain sab

Tere hath hain hain na

Sharma na yu ghabara na

Yu parda kiye yeh rat hain


Tum nahi piyogi mai nahi pita

Sirf ek ghut sirf ek ha

Meri khatir aapki khatir

Pyasa pyasa kyun

Hain aisa ka jam le

Mai tuhje tham lyu

Tu mujhe tham le

Pyasa pyasa kyun

Hain aisa ka jam le

Mai tuhje tham lyu

Tu mujhe tham le

Bahana bholepan ka

Banake na sata na sata

Ke badi mushkil se

Phir aati yeh rat hai bolo na

Sharma na yu ghabara na

Yu parda kiye yeh rat hain

Tarana dhadkan ka na

Sine me daba na daba

Na koyi janega yeh

Aapas ki bat hain bolo na

Sharma na yu ghabara na

Yu parda kiye yeh rat hain