Suno Saathiyo Sachchai Se Song Lyrics

Suno Saathiyo Sachchai Se

Suno Saathiyo Sachchai Se

Suno sathiyo suno sathiyo
Sacchai se badh ke
Dharm nahi koi duja
Insaano se pyar karo
Yahi sab se badi hai puja
Suno sathiyo suno sathiyo

Sara dhan hai amber ka

Moti dhan hai sager ka

Moti dhan hai sager ka

Nirdhan ka dhan mehnat hai

Pet bahre sare ghar ka

Pet bahre sare ghar ka

Laaj bina suni suni rey nari

Phul bin asuni suni hai kyari

Laaj bina suni suni rey nari

Phul bin asuni suni hai kyari

Pyar bina pyar bina fir le tu naare

Yaar bin aduniya sari

Insaano se pyar karo

Yahi sab se badi hai puja

Suno sathiyo suno sathiyo


Ha rey ho ha rey ha o bahaiya

Ha rey ho ha rey ha o bahaiya


Har insaa hai yaha pyara

Puja ghar hai jag sara

Puja ghar hai jag sara

Kan kan mandir masjid hai

Kan kan girja gurudawara

Kan kan girja gurudawara

Pyar ko duniya mita na sake gi

Sath pe aach kbhi aa na sakegi

Pyar ko duniya mita na sake gi

Sath pe aach kbhi aa na sakegi

Pyar to hai

Pyar to hai to hai ek chadhta suraj

Badali koi chhupa na sakegi

Insaano ko pyar karo

Yahi sab se badi hai puja

Suno sathiyo suno sathiyo

Suno sathiyo suno sathiyo


Sacchai se badh ke

Dharm nahi koi duja

Insaano se pyar karo

Yahi sab se badi hai puja

Suno sathiyo suno sathiyo


Ha rey ho ha rey ha o bahaiya

Ha rey ho ha rey ha o bahaiya

Ha rey ho ha rey ha o bahaiya

Ha rey ho ha rey ha o bahaiya.