Tera Mujhse Song Lyrics

Tera Mujhse

Tera Mujhse

La la lala la lala la laaa

Lal la lala lalaalaal lala


La la lala la lala la laaa

Lal la lala lalaalaal lala


Tera mujhse hai pehle ka naata koi

Yunhi nahin dil lubhaata koi

Tera mujhse hai pehle ka naata koi

Yunhi nahin dil lubhaata koi


Jaane tu ya jaane na

Maane tu ya maane na


Tera mujhse hai pehle ka naata koi

Yunhi nahin dil lubhaata koi


Dekho abhi khona nahin

Kabhi juda hona nahin


Dekho abhi khona nahin

Kabhi juda hona nahin


Ab ke yunhi mile rehenge dono

Vaada raha yeh is shaam ka

Jaane tu ya jaane na

O maane tu ya maane na


Tera mujhse hai pehle ka naata koi

Yunhi nahin dil lubhaata koi


Tera mujhse hai pehle ka naata koi

Yunhi nahin dil lubhaata koi


Aaaaaaa aaghe kya hai daddy


Mein to bhoool hi gaya


Vade gaye baatein gai

Jaggi jaagi raatein gai

Chaha jise mila nahi

To bhi humein gila nahi


Apna hai kya jeeye mare chae kuch ho

Tujhko to jeena raas aa gaya


Jaane tu ya jaane na

Ho maane tu ya maane na


La la lala la lala la laaa

Lal la lala lalaalaal lala


La la lala la lala la laaa

Lal la lala lalaalaal lala.