Ye Kaisa Maine Madhur Song Lyrics

Ye Kaisa Maine Madhur

Ye Kaisa Maine Madhur

Ye kaisi maine ye kaisi

Maine madhur madhur si

Ajab ajab si aaj suni saragam

Aane wala yaha koi mehman hai

Aane wala yaha koi mehman hai

Jise jaane na tum hum

Ye kaisi maine ye kaisi

Maine madhur madhur si

Ajab ajab si aaj suni saragam


Hogi surat tere jaise

Ya to hogi mere jaisi

Hoga munna ya ke munniya

Hogi aabad apani to duniya

Teri aankho ka noor

Mere dil ka suroor

Teri aankho ka noor

Mere dil ka suroor

Aane wala hai hujoor

Ye kaisi maine madhur madhur si

Ajab ajab si aaj suni saragam


Jin hontho se se aaj talak

Tha in hontho ka pyar

Un hontho se tum

Chumogi usko baram bar

Pyar mein uske bhool

Na jana o dekho mujhako

Bhool na jana

Bhool na jana meri jaan

Ye kaisi maine madhur madhur si

Ajab ajab si aaj suni saragam


Haye baat fate ki kehna

Chahu kehte kehte kehna pau

Aayega palna sej hategi

Kaise apani raat kategi

Honge dono majboor

Paass rehke bhi door

Honge dono majboor

Paass rehke bhi door

Aisa hoga ji hoga jaroor

Ye kaisi maine madhur madhur si

Ajab ajab si aaj suni saragam

Aane wala yaha koi mehman hai

Aane wala yaha koi mehman hai

Jise jaane na tum hum

Jise jaane na tum hum.