Jaise Radha Ne Mala Japi Song Lyrics

Jaise Radha Ne Mala Japi

Jaise Radha Ne Mala Japi


Jaise raadha ne
Mala japi shyaam ki
Jaise raadha ne
Mala japi shyaam ki
Maine odhi chunariya
Tere naam ki
Jaise raadha ne
Mala japi shyaam ki
Maine odhi chunariya
Tere naam ki
Tere naam ki ho
Piya tere hi naam ki
Raadha ne mala
Japi shyaam ki
Maine odhi chunariya
Tere naam ki

Prit kya judi
Prit kya judi dor
Kya bandhi
Bina jatan bina yatan
Ho gayi mai nayi
Prit kya judi dor
Kya bandhi
Bina jatan bina yatan
Ho gayi mai nayi
Bina mol ki mai
Biki bina daam ki
Raadha ne mala
Japi shyaam ki
Maine odhi chunariya
Tere naam ki

Kya tarang hai
Kya tarang hai
Kya umang hai
More ang ang
Racha pi kaa rang hai
Kya tarang hai
Kya umang hai
More ang ang
Racha pi kaa rang hai
Sharam aayi kaise
Kahu baat shyaam ki
Raadha ne mala
Japi shyaam ki
Maine odhi chunariya
Tere naam ki

Pa liya tujhe pa liya
Pa liya tujhe
Paayi har khushi
Chaahu baar baar
Chadhu teri palaki
Pa liya tujhe
Paayi har khushi
Chaahu baar baar
Chadhu teri palaki
Subah sham ki yeh
Pyaas bade kaam ki

Raadha ne mala
Japi shyaam ki
Maine odhi chunariya
Tere naam ki
Tere naam ki ho
Piya tere hi naam ki
Raadha ne mala
Japi shyaam ki
Maine odhi chunariya
Tere naam ki.