Jane Jaan Dhoondta Song Lyrics

Jane Jaan Dhoondta

Jane Jaan Dhoondta

Janejan dhundhata phir
Raha hu tumhe rat din
Mai yaha se vaha
Janejan dhundhata phir
Raha hu tumhe rat din
Mai yaha se vaha
Mujhko aawaj do chhup
Gaye ho sanam tum kaha
Mai yaha tum kaha mai yaha

Janejan dhundhata phir

Raha hu tumhe rat din

Mai yaha se vaha


O mere humsafar pyar ki rah par

Sath chale ham magar kya khabar

O mere humsafar pyar ki rah par

Sath chale ham magar kya khabar

Raste me kahi reh gaye humnashi

Tum kahan mai yaha

Tum kahan mai yaha


Janeja dhundhati phir

Rahi hu tumhe rat din

Mai yaha se vaha

Mujhko aawaj do chhup

Gaye ho sanam tum kaha

Mai yaha tum kahan mai yaha


Dil machalne laga yuhi dhalne laga

Rang bhara pyar kaa yeh sama

Dil machalne laga yuhi dhalne laga

Rang bhara pyar kaa yeh sama

Aaj aise me bas chhodke chal diye

Tum kaha mai yaha

Tum kaha mai yaha


Janejan dhundhata phir

Raha hu tumhe rat din

Mai yaha se vaha


Paas ho tum khade

Mere dil me chhupe

Aur mujhe kuchh

Pata na chala

Paas ho tum khade

Mere dil me chhupe

Aur mujhe kuchh

Pata na chala

Dil me dekha nahi

Dekha sara jahan

Tum kaha mai yaha

Tum kaha mai yaha


Janejan dhundhta phir

Raha hu tumhe rat din

Mai yaha se vaha

Mujhko aawaj do chhup

Gaye ho sanam tum kaha

Mai yaha tum kaha mai yaha.