More Naina Bahayen Neer Song Lyrics

More Naina Bahayen Neer

More Naina Bahayen Neer

More naina bahaye neer
More naina bahaye neer

Sakhi ka karu mora jiya na mane

Ka karu mora jiya na mane

Naina more naina bahaye neer


Pal chhin pee ki rah niharu

Pal chhin pee ki rah niharu


Sang sakhare unko pukaru

Bhatku mai jamuna ke teer


Bhatku mai jamuna ke teer

Naina more naina bahaye neer


Kaaga jo bole to ankhiya fadke

Kaaga jo bole to ankhiya fadke


Birah ki agni aur bhi bhadke

Jal jal jaye sarir, jal jal jaye sarir

Naina more naina bahaye neer


Aanshu bahe jaise nadiya ki dhaara

Nadiya ki dhaara me preetam pyara


Ban ke kamal muskaye

Bairi bas me na aaye


Jau kaha jau kaha, jau kaha

Mora manva hua jeer, manva hua jeer


Naina, more naina bahaye neer

Sakhi ka karu mora jiya na mane


Ka karu mora jiya na mane

Naina, more naina bahaye neer

More naina.